cuteashi Offline

38 Single Female from Meerut Cantt       20
         

Blog

VIVIAN DISENA

Vivian Disena is my favorite tv actor.

Asmaan ke taare aksar puchte hai humse kya tumhe aaj bhiintezar hai uske aane ka aur yedil muskura ke kehta hai mujhe to abtak yakin na hua uske chale jaane ka

Aaina Kuch Nahi Nazar Ka DHOKA He,
Nazar Wahi Aata He Jo Dil Me Hota He,
Aaina Aur Dil Ka Ek Hi Fasana Hai,
Anjam Dono Ka Tutkar Bikhar Jana he.

Badi umid thi kisi ko apna banane ki, Tamnna thi kisi ki ho jane ki, Kiya pta tha jiski hona chahati thi unhe adat hi nahi thi kisi ko apna banane ki........

>*WAQT NAHI*<
Har khushi hai logo ke daman me, par ek hansi ke liye waqt nahi !
Din raat daudti duniya me, zindagi ke liye hi waqt nahi !
maa ki loree ka ehsas to hai, par maa ko maa kehne ka waqt nahi !
Saare rishton ko to hum maar chuke, Ab unhe dafnane ko waqt nahi !
saare naam mobile me hai, par dial karne ke liye waqt nahi !
Gairon ka kya bhala kareng, jab apno ke liye hi waqt nAhi!
ankho me hai neend bhari, pAr sone ka waqt nahi !
Dil hai gumo se bhara hua, par rone ka bhi waqt nahi !
CAREER ki daud me kuch aise daude, ki thakne ka bhi waqt nahi !
Paraye ehsaaso ki kya kadar kare, jab sapno ke liye hi waqt nahi !
Tu hi bata ae Zindgi, is zindgi ka kya hoga?
Ke har pal marne walo ko, jeene ke liye bhi "waqt nahi"

Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok,
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK


Zindagi bewafa kion hoti hai?
Wafa kernay ki saza kion hoti hai?
Choti si baat pe baha dety hain KHOON
Insan mein itni ANA kion hoti hai?
Karta hun mein jis se bar baar TAUBA,
Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai,
Banatay to hain hum apne haton se MASJID,
NAMAZ apni hi phir QAZA kion hoti hai..


NAMAZ Kia hai?
N=Nekion mai izafa
A=Aakhirat mai nijaat
M=MOHAMMAD (S.A.W) ki sunnat
A=Allah ki raza
Z=Zaria-e-qurbat-e-ELAHI.
NAMAZ na choro.

Rahmaton ki hai yeh raat,
Namazon ka rakhna sath,
Manwa laina rab say her bat,
Duaon main rakhna yaad,
Mubarak ho aap ko,
mahe ramzan,

Quran ko poora hone me, taqriban 22 saal,
5 mahe, 14 din lage, Quran me allah ke naam
2584 baar hai, duniya me Quran 113 zabano me hai