gagandee: Aankhein tumhari sab keh rahi hai Chehra tumhara sab keh rahi hai Tum kuch kaho ya kuch na kaho Saansein tumhari sab keh rahi hai Aankhein tumhari sab keh rahi hai Chehra tumhara sab keh rahi hai
Samne ho mere tum phir bi intezaar hai Chain mil raha hai thoda Dil bekraar hai Dekho na dil mera dhadke hi ja raha Ik ajnabee se milke tadpe hi ja raha Uljan hamari sab keh rahi hai Tadpan tumhari sab keh rahi hai Tum kuch kaho ya kuch na kaho Dhadkan tumhari sab keh rahi hai Aankhein tumhari sab keh rahi hai Chehra tumhara sab keh rahi hai
Humto chale hai yuhin manzil ki baahon mein Humko khabar nahi kya ho in raahon mein Hoo khoyi khoyi aankhon mein khoye khoye khwab hai Na kuch sawal hai na kuch jawab hai Khamoshiyan ab sab keh rahi hai Sargoshiyan ab sab keh rahi hai Tum kuch kaho ya kuch na kaho Madhoshiyan ab sab keh rahi hai Aankhein tumhari sab keh rahi hai Chehra tumhara sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai
Tum kuch kaho ya kuch na kaho
Saansein tumhari sab keh rahi hai
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai
Samne ho mere tum phir bi intezaar hai
Chain mil raha hai thoda Dil bekraar hai
Dekho na dil mera dhadke hi ja raha
Ik ajnabee se milke tadpe hi ja raha
Uljan hamari sab keh rahi hai
Tadpan tumhari sab keh rahi hai
Tum kuch kaho ya kuch na kaho
Dhadkan tumhari sab keh rahi hai
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai
Humto chale hai yuhin manzil ki baahon mein
Humko khabar nahi kya ho in raahon mein
Hoo khoyi khoyi aankhon mein khoye khoye khwab hai
Na kuch sawal hai na kuch jawab hai
Khamoshiyan ab sab keh rahi hai
Sargoshiyan ab sab keh rahi hai
Tum kuch kaho ya kuch na kaho
Madhoshiyan ab sab keh rahi hai
Aankhein tumhari sab keh rahi hai
Chehra tumhara sab keh rahi hai